Friday, August 6

Few of My Favorite Sher's

Arz kiya hai: Mast nazron se dekh lena tha agar tamanna thi aazmaane ki, hum to behosh yun hi ho jaate,kya zaroorat thi muskurane ki. Suraj ko diya dikhane se kya fayeda, laash ko aag lagane se kya fayeda, Aye shahjahaan, mumtaz to jaa chuki Ab laash pe taj banane se kya fayeda Har baat ka matlab inkaar nahin hota, Har jagah par baitna intezaar nahin hota, Yun to milti hai hazaron se nazrein, Har nazar ka milna pyaar nahin hota MAna ke tumhari nazar mein kuch nahi hai hum Zara un se ja kar pocho jinhe hasil nahi hai hum !!

No comments: