Tuesday, September 21

Zara Hatt Ke

The situation is where in a Road Romeo ( Nope Not ME) is Line maaring girls walking on the street. He ( Nehi re not me..) used to smile at a girl regularly but never tried more than that.Then one fine Monday Morning, he gathered some guts to do something different, Zara Hatt Ke .Here is what happened.... Bas unhe dekhkar hum zarase jo muskuragaye, Bas unhe dekhkar hum zarase jo muskuragaye, Jane kya julm kardiya, Woh pehelwan se apne bhaiyo ko humare ghar le aye, Na pucho fir kya haal hua, Kitni raatein dard main bitai, Ab tak hain un choton ke nishan jo pitai unke bhaiyon ne lagayi, Baat bas itni si thi, Areeee baat bas itni si thi, Ki hum zara jyada hi muskura gaye they, Samne ke do sunder daant pure nazar aaagaye they, Yeh to shukar tha un bhaiyon ka, Yeh to shukar tha un bhaiyon kaaaaaa, Ki un dono daanton ko hi gira gaye, Milne ko taraste they jo hont unhe hamesha ke liye mila gaye, Ab to hassi ki baat par bhi rota nazar ata hun, Ab to hassi ki baat par bhi rota nazar ata hun, Acha khaasa COMEDIAN tha yaaron ab TRAGEDY KING ke naam se jana jaata hun.... Regards Vc

No comments: